Mobile Se Driving Licence Kaise Banaye: अब घर बैठे मात्र 5 मिनट

By Tausif Khan

Published On:

Driving Licence Online Kaise Banaye

Mobile Se Driving Licence Kaise Banaye : Kya aap bhi Bina kisi bhag Daud ke Ghar baithe sirf apne mobile phone se hi apna naya driving licence Banwana chahte Hain To hamara yah artical aapke liye kafi Benefits proof hone wala hai kyunki ham aapko is artical mein pure Details se bataenge ki mobile se driving licence kaise banaya jata hai vah bhi kuchh aasan se steps ko follow karke.

Aapko Bata Den ki mobile se driving licence kaise banaye ke liye aapko Apne sath apna Aadhar card pan card v Anya dastavejon ko apne sath mein rakhna hoga taki aap aasani se apne mobile se hi Apne driving licence hetu apply kar sake.

Mobile Se Driving Licence Kaise Banaye – Quick Details

NAME OF MINISTRYMINISTRY OF ROAD TRANSPORT & HIGHWAYS

GOVT OF INDIA

NAME OF SEVAPARIVAHAN SEVA
ARTICLE TYPELATEST UPDATE
ARTICLE NAMEMOBILE SE DRIVING LICENCE KAISE BANAYE
APPLICATION MODEONLINE
MODE OF DRIVING TESTONLINE
FEES PAYMENT MODEONLINE
KON APPLY KAR SAKTA HAISABHI BHARTIYE
OFFICIAL WEBSITECLICK HERE
OTHER ARTICLECLICK HERE

 

Driving License Online Kaise Banaye
Driving License Online Kaise Banaye

Ab Ghar baithe Matra 5 minut mein apne mobile se banaye apna driving licence jaane Puri prakriya mobile se driving licence kaise banaye?

Ham is artical mein aap sabhi yuvaon aur pathakon ka dhamakedar swagat karna chahte hain jo ki apne apne driving licence ko Ghar baithe baithe banvana chahte hain aur isliye ham aapko is artical mein vistar se bataenge isliye hamare article ko ant Tak jarur padhen.

Is artical mein ham aapko bataenge ki mobile se driving licence kaise banaye balki ham aapko batate ki mobile phone se driving licence hetu apply karne ke liye online aavedan karna hoga jismein aapko koi samasya Na Ho iske liye ham aapko Puri online aavedan prakriya ki jankari pradan karenge taki aap aasani se apne driving licence ko banaa saken aur iska Labh utha saken.

Article ke ant mein ham aapko koi quick links pradan karenge taki aap ISI prakar ke artical ko lagatar prapt kar sake.

Mobile se driving licence kaise banaye online:

Hamare sabhi Yuva aivam Vidyarthi jo ki mobile se hi apna apna driving licence banvana chahte Hain unhen Apne smartphone me inn steps ko follow karna hoga jo ki is prakar se hai:-

Sabse pahle aapko iski official website ke home page per aana hoga jo kis prakar ka hoga

 

Home page per aane ke bad aapko drivers/learners license ke aage hi more ka vikalp milega jis per aapko click karna hoga.

Click karne ke bad aapke samne dusra page khulega Jo ki kuch Aisa dikhta hai.

 

Ab is page per aane ke bad aapko Apne rajya ka chayan karna hoga.

Apne rajya ka chayan karne ke bad aapke samne kuchh is prakar ka page khulega.

 

Is page per aane ke bad aapko apply for learner licence ka vikalp milega jis per aapko click karna hoga

Click karne ke bad aapke samne iska Ek Naya page khulega jo ki is prakar ka hoga.

 

Ab aapko yaha per continue ke option Wale Buttun Par click karna hoga

iske baad appko ek aisa page dekhne ko milega

 

Abhi is page per aapko mangi jaane wali sabhi jankariyan Ke sath hi sath Apne jile ka chayan karna hoga aur submit ke vikalp per click karne hoga

 

 

Click karne ke bad aapke samne iska Ek Naya page khulega Jahan per aapko apna mobile number darj karna hoga aur OTP verification karna hoga application form bharna hai.
Ab aapko dhyanpurvak is application form Ko bharna hoga mange jaane wali sabhi dastavej ko scan karke upload karna hoga

Iske bad aapko aavedan shulk ka online payment karna hoga aur proceed ke option per click karna hoga.
Click karne ke bad aapke samne iska preview khulega jo ki is prakar ka hog

Ab yahan per Aapko sabhi jankariyan ko dhyanpurvak jaanch Lena hoga aur,

Ant mein aapko submit ke vikalp per click karna hoga jiske bad aapko aapke aavedan ki rasid mil jayegi jisse aapko print karke surakshit rakhna hoga.
Uprokt sabhi steps ko follow karke aap aasani se apne driving licence hetu aavedan kar sakte hain vah bhi sirf aur sirf apne phone se Ghar baithe.

Mobile Se Driving Licence Kaise Banaye:- Quick  Link

Direct Link To Apply OnlineClick Here
Direct Licence DownloadClick Here
Official WebsiteClick Here
WhatsApp Group
Click Here
Home PageClick Here
Telegram GroupClick Here

Summary:

Hamare sabhi Yuva  Pathak Bina kisi samasya ke अपने-अपने driving licence ko Ghar baithe apne mobile se banaa saken iske liye humne aapko Puri online prakriya ke sath bataya ki mobile se driving licence kaise banaya tha ki aap apne apne mobile se apna driving licence aasani se banaa sake aur iska Labh prapt kar saken.

Ummid hai ki aapko hamara ya artical pasand aaya hoga agar aapka is artical se related koi bhi question hai to aap comment karke jarur poochhen ham aapke answer jald se jald Dene ki koshish karenge.

FAQ’s – Driving License Online Kaise Banaye

Q1: Driving license online banane ke liye kya kya documents ki zaroorat hoti hai? 

A1: Driving license online banane ke liye aapko nimnlikhit documents ki zaroorat hoti hai:

  1. Address proof (jaise ki aapke naam par registered utility bill, Aadhaar card, voter ID, passport, etc.)
  2. Age proof (jaise ki birth certificate, Aadhaar card, passport, etc.)
  3. Passport size photograph
  4. Learner’s license (agar aapne pehle se learner’s license prapt kiya hai)

Q2: Driving license online banane ke liye kaunsi website ka istemal karna chahiye? 

A2: Driving license online banane ke liye aap apne state ke transport department ki official website ka istemal kar sakte hai. Har state ka apna alag website hota hai, jaha par aapko driving license se related information aur application process mil jayegi.

Q3: Driving license online banane ke liye kaunsi steps follow karni chahiye? 

A3: Driving license online banane ke liye neeche diye gaye kadam follow karein:

  1. Apne state ke transport department ki official website par jaayein.
  2. “Online Services” ya “License” section par click karein.
  3. Driving license ke liye online application form ko select karein.
  4. Form mein apni details, documents, aur photograph upload karein.
  5. Form ko submit karein aur application fee pay karein, jaisa ki website par diya gaya ho.
  6. Application ko verify karne ke liye diye gaye instructions ko follow karein.
  7. Driving test ya learner’s license test ke liye appointment book karein.
  8. Test pass karne ke baad, aapko driving license online issue kiya jayega.

Q4: Online driving license banane ke liye kya age limit hoti hai? 

A4: Age limit online driving license banane ke liye state to state alag ho sakti hai. Aapko apne state ke transport department ki website par jaa kar age eligibility ko confirm karna chahiye.

Q5: Driving license online banane ke baad kitne dino mein deliver kiya jata hai? 

A5: Delivery time bhi state ke niyamo par nirbhar karta hai. Kuch states mein driving license 15-30 dino ke andar deliver kiya jata hai, wahi kuch states mein delivery time lamba bhi ho sakta hai. Aapko apne state ke transport department ki website par jaakar iske baare mein jaankari prapt karni chahiye.

 

Driving Licence Online Kaise Banaye
Driving License Online Kaise Banaye

Tausif Khan

I am a software developer with a vast portfolio of websites and web/mobile applications. In addition to my development work, I have ventured into the world of blogging and digital content creation. I bring a fresh perspective and creativity to my blogging endeavors, always striving for innovative ideas. My content is characterized by thorough research and a commitment to making complex topics easy to understand.

Leave a Comment