Ctet Admit Card 2023 Download Link:-Kendriya Madhyamik Shiksha Board ke dwara Seatet pariksha 2023 ko lekar bahut hi mahatvapurna nirnay liya gaya hai. Jisme ki ab se Seatet pariksha ko offline madhyam mein karane ka nirnay liya gaya hai. Jiske liye CBSE ki taraf se bahut hi mahatvapurna notification ko jari kiya gaya hai. Jis notification mein aap sabhi ko pariksha se judi kai prakar ki jankariyan di gayi hai. Jisse ki aap sabhi ko pariksha dene ke samay exam center mein kisi bhi prakar ki pareshani na ho. In sabhi baaton ke bare mein jankari paane ke liye aap sabhi ko hamare is article ke saath ant tak jude rahna hoga.
Ctet Admit Card 2023 Download Link: Highlights
Artical Ka Name | Ctet Admit Card 2023 Download Link |
---|---|
Artical Ka Type | Education, Competition |
Mode of Exam | Online |
Artical Ka Date | 18 June 2023 |
Departments Name | Central Board of School Examination |
Date of Exam | 20 August 2023 |
Detailed Information | Read This Article Carefully |
Official Website | Click Here |
CTET Exam 2023 : Exam Hogi Offline, CBSE ka New notice Kiya Gya jaari Jane Kab se Hogi Exam
Namaskar doston, hamare aaj ke is article mein aap sabhi pathako ka tahe-dil se swagat hai. Aaj ke is article ke madhyam se hum aap sabhi ko CTET Exam official notification ke bare mein vistarpurvak batayenge. Jisme, hum aap sabhi ko Seatet pariksha ke liye CBSE ki taraf se jari kiya gaya naya notification kya hai, pariksha ka madhyam kya hoga? Ityadi ke bare mein batayenge. In sabhi jankariyon ke bare mein jaanne ke liye, aapko is article ko ant tak padhna hoga.
CTET Exam 2023
Yahan par hum aap sabhi ko bata den ki CTET Exam 2023 ki pariksha ko ab se offline madhyam mein liya jayega. Isse judi sabhi jankariyan niche is article mein prapt ho jayenge. Iske saath hi hum aap sabhi ko CTET Exam 2023 Official Notification PDF kaise download kar sakte hain aur ismein kya jankariyan di gayi hai, iske bare mein bhi batayenge.
Exam Date of CTET Exam 2023
Ham aap sabhi ko bata den ki aap sabhi ke CTET pariksha 2023 ko 20 Agast 2023 ko Ravivar mein poore desh mein kai shaharon mein sanchalit kiye jayenge. Jisme ki aap sabhi ko pariksha ka madhyam offline rakha gaya hai jisme, ki aap sabhi se paper-pen ki sahayata se li jayegi.
Important Information Related CTET Exam 2023
- Pariksha se sambandhit jari kiye gaye sabhi jankariyan poore vistarpurvak inke syllabus, yogyaataen, anya sabhi jankariyan inke official website par pahle se hi uplabdh karvayi gayi hai. CTET ke liye har saal takriban 20 lakh abhyarthi avedan karte hain.
- CTET ki pariksha 2022 mein February mein ayojit karvayi gayi thi aur 2023 mein yah pariksha Agast mahine mein ayojit karvayi jayegi. CTET ki or se har varsh 02 pariksha ayojit karvayi jati hai.
- Pahli pariksha July mahine mein aur doosri pariksha September mahine mein hoti hai. Kaksha 01 se kaksha 05 tak ke padhane wale sabhi shikshakon ke liye jabki Paper 2 ke jariye 06 se lekar aathvi kaksha tak ke padhane wale shikshakon ke liye pariksha ka ayojan karvaya jata hai.
- CTET ki pariksha paas karne wale sabhi ummidwaron ko poore desh ke kendriya vidyalayon, Navodaya Vidyalayon aur Army Vidyalayon ke shikshak padon par bharti ke liye avedan ka patra ho jata hai.
- Isse jude sabhi jankariyon ko pane ke liye aap sabhi ke official notification ko padh sakte hain. Jisme ki aap sabhi ko aapke pariksha se judi sabhi jankariyan vistarpurvak pradan ki gayi hai. Jiska link niche pradan kiya gaya hai.
How To Download Ctet Admit Card 2023 Download Link
Ctet Admit Card 2023 ko download karne ke liye neeche diye gaye steps ko follow kare:
- Sabse pehle CBSE ke official website par visit kare.
- Website ke homepage par “CTET 2023 Admit Card” ya kisi similar heading ke link ko search kare aur us par click kare.
- Aapko admit card download karne ke liye login credentials ki zaroorat hogi. Isliye, Registration number, Date of Birth, ya phir koi aur required details enter kare.
- Submit button par click kare.
- Aapka CTET Admit Card 2023 screen par display hoga. Use carefully verify kare aur saari details ko check kare, jaise ki aapka naam, registration number, exam date, timing, exam center address, aur anya instructions.
- Admit card ko download karne ke liye “Download” ya “Print” button par click kare.
- Admit card ko apne computer, laptop, ya mobile device mein save karle.
- Printout lena ho toh, high-quality printout ke liye admit card ko ek clean A4 size paper par print kare.
Note: CTET Admit Card exam date se pehle available ho jata hai. Isliye, apne registration details aur official website ko regularly check karte rahe, taki aap timely admit card download kar sake.
Agar kisi bhi samasya ya confusion ho toh, aap CBSE ke official helpline number ya customer support se sampark kar sakte hain.
Ctet Admit Card 2023 Download Link:- Quick Link
CTET Admit Card 2023 | Click Here |
Official Notification in PDF Format | Click Here |
Official Website | Click Here |
WhatsApp Group | Click Here |
Home Page | Click Here |
Telegram Group | Click Here |
FAQS : CTET Exam 2023
1. CTET kya hai? CTET (Central Teacher Eligibility Test) Bharat mein ek rashtriya star par aayojit pariksha hai, jiske dwara ummeedvaar ka patrata darjaa central sarkari school mein shiksha padon ke liye nirdhaarit kiya jaata hai.
2. CTET Exam 2023 kab hoga? CTET Exam 2023 ka aayojan 20th August 2023 ko kiya jayega.
3. CTET 2023 ka pariksha ka mode kya hoga? CTET 2023 ka pariksha offline mode mein liya jayega, jisme pen aur paper ka prayog kiya jayega.
4. CTET Exam 2023 ke liye official notification kahaan se prapt kar sakta hu? Aap Central Board of Secondary Education (CBSE) ke official website par jaakar, jisme pariksha se sambandhit saari vistarit jaankariyan, patrata maapdandon, aur anya mahatvapurna tathya diye gaye hain, wahaan se official notification prapt kar sakte hain.
5. CTET Exam 2023 ke liye aavedan karne ki aakhiri tareekh kya hai? CTET Exam 2023 ke liye aavedan karne ki aakhiri tareekh CBSE ke official website par ghoshit ki jayegi, jisse aamtaur par August 2023 ke kuch hafte pahle hoti hai.
6. CTET Exam 2023 ke liye shikshaik yogyata kya hai? CTET Exam 2023 ke liye ummeedvaaron ko shiksha ke star ke aadhaar par alag-alag shikshaik yogyata prapt karne chahiye. Class 1 se 5 tak ki shiksha ke liye, ummeedvaar ko kam se kam 50% marks ke saath higher secondary education (10+2) pura karna chahiye aur unhein do varsh ka elementary education diploma hona chahiye. Class 6 se 8 tak ki shiksha ke liye, ummeedvaar ko kam se kam 50% marks ke saath graduation degree honi chahiye aur unhein do varsh ka elementary education diploma ya fir bachelor’s degree in education (B.Ed) hona chahiye.
7. CTET Exam ko paas karne ke kya fayde hain? CTET Exam ko paas karne se ummeedvaar central sarkari school, jaise Kendriya Vidyalayas, Navodaya Vidyalayas, aur Army Schools mein shiksha padon ke liye patr ho jaate hain.