ITBP Head Constable Bharti 2023:-ITBP Head Constable (Midwife) 2023 ka notification jari ho chuka hai yadi aap bhi 10th pass hain aur ITBP mein head constable (midwife) ki naukari prapt karna chahte Hain To ham aapke liye naukari pane ka sunahra avsar lekar aaye Hain jiske tahat ham Aapko is article mein vistar se ITBP Head constable (midwife) bharti 2023 ke bare mein bataenge.
Aapko Bata de ki ITBP Head Constable (midwife) bharti 2023 ke tahat khali kul 81 padon per Bharti ki jayegi jiske liye online aavedan prakriya ko 9 June 2023 se shuru Kiya jayega jisme aap sabhi Yuva AVN aavedak 8 July 2023 online aavedan ki antim tithi Tak apply kar sakte hain.
Aur artical Ke ant mein ham aapko quick links pradan karenge taki aap aasani se Isi prakar ke artical ko prapt karke Inka Labh prapt kar saken. ITBP Head constable Bharti 2023
10th Pass Mahilaon ke liye ITBP ne nikaali nayi Bharti fatafat Karen naukari ke liye apply ITBP Head constable (Midwife) Bharti 2023 :
Apni artical mein ham aap sabhi mahilaon AVN vyaktiyon ko Hardik swagat karna chahte hain jo ki ITBP mein head constable midwife ke taur per carrier banana chahti hai aur isliye ham aapko artical mein vistar se ITBP HSC 2023 ke bare mein batana chahte Hain jiske liye aapko ant hamare sath Bane rahana hoga.
Aapko Bata Den ki ITBP h midwife vacancy2023 mein Bharti hetu apply karne ke liye aapko online aavedan prakriya ko apnana hoga jismein aapko koi samasya Na Ho iske liye ham aapko pure aavedan prakriya ki jankari pradan karenge taki aap Bina kisi samasya ke is Bharti mein apply kar saken.
Artical ke ant mein ham aapko koi feelings pradan karenge taki aap aasani se is prakar ke artical ko prapti kar Inka Labh prapt kar saken.
ITBP Head Constable Bharti 2023 – Short Details
Sangathan ka Naam | ITBP |
Vacancy ka Naam | ITBP Head Constable (Midwife) 2023 |
Kon kon apply kar sakta hai? | Sabhi Bhartiya mahilaye |
Kul pad | 81 |
Apply mode | Online |
Location | All India |
Age limit | 18 to 25 years |
Direct Link To Apply | Click Here |
Home Page | Click Here |
India Post GDS Recruitment 2023 | Click Here |
Mahatvpurna Events of ITBP Head Constable (Midwife) Bharti 2023:
Events | Dates |
Online Application starts from? | 9th June 2023 |
Last date of Online Application? | 8th July 2023 |
Check Official Notification | Click Here |
Anivarya Educational Qualification kya hai ITBP Head Constable (Midwife) Bharti 2023 ke liye ?
Post Name | Education Qualification |
Head Constable (Midwife) |
|
Category Wise Vacancy Details of ITBP Head Constable (Midwife) 2023:
Post Name | Vacancy Details |
Head Constable (Midwife) |
|
Total Vacancy | 81 |
ITBP Head Constable (Midwife) 2023 Bharti ka Selection Process kya hoga:
ITBP Head constable Bharti (Midwife) 2023 ke liye abyarthiyo ka chayan physical efficiency test physical standard test, written test, practical exam aur medical exam ke Aadhar per Kiya jayega.
ITBP Head Constable Bharti 2023 ki Age limit:
ITBP Head Constable (Midwife) Bharti 2023 ke liye newnatam aayu 18 aur adhiktam aayu 25 varsh Tak Rakhi gai hai is Bharti mein aayu ki ganana 8 July 2023 ko Aadhar Mankar ki jayegi iske alava OBC pws SC ST aur aarakshit vargon Ko Sarkar Ke niyamanusar adhiktam aayu Seema mein chhoot bhi di jayegi.
ITBP Head Constable Bharti 2023 ke liye online apply kaise kare?
Aap sabhi mahilaon aur yuvtiyon jo ki is Bharti mein apply karna chahte hain unhen kuchh steps ko follow karke apply karna hoga jo ki is prakar hai-
Step 1- Registration Process
- Sabse pahle Official Website per jaye aur portal par naya panjikaran Karen.
- ITBP HC Midwife Vacancy 2023 mein online apply karne ke liye sabse pahle aapko iski adhikarik website per home page per aana hoga.
- Home page per aane ke bad aapko news ka section milega jismein aapko naya user panjikaran ka vikalp milega jis per aapko click karna hoga.
- Click karne ke bad aapke samne ek Naya page open hoga jispe aapko age ki prakriya karni hai.
- Ab aapko dhyanpurvak is naye registration form Ko bharna hoga aur ant mein aapko submit Ke option per click karna hoga jiske bad aapko aapke login ID aivam password prapt ho jaega.
Step 2- Login Process
- Portal mein login karke online apply Karen.
- Portal par safaltapoorvak panjikaran karne ke bad aapko portal mein login karna hoga.
- Portal mein login karne ke bad aapke samne iska application form khul jayega jise aapko dhyanpurvak bharna hoga.
- Mange jaane wali sabhi dastavej ko iske antargat bharna hoga.
- aurAnt mein aapko submit ke option per click karna hoga.
- jiske bad aapko aavedan ke rasid mil jayegi jise aapko print karke surakshit rakhna hoga.
- In sabhi steps ko follow karke aap aasani se is Bharti mein apply kar sakte hain aur ismein apna carrier banaa sakte hain.
Anganwadi Bharti 2022-23:- Quick Link
Direct Link To Apply Online | Click Here |
Official Website | Click Here |
WhatsApp Group | Click Here |
Home Page | Click Here |
Telegram Group | Click Here |
Nishkarsh
Apne sabhi yuvatiyon va mahilaon ko jo ki ITBP mein carrier banana chahti Hain ITBP Head Constable (Midwife) vacancy 2023 ke bare mein bataya hai balki humne aapko Puri online aavedan prakriya ki jankari pradan ki taki aap aasani se is Bharti mein apply kar sake aur ismein apna carrier banaa sake.
Hamen ummid hai ki aap sabhi ko hamara Artical pasand aaya hoga jiske liye aap hamare is Artical ko like share aur comment karenge.
ITBP Head Constable Bharti 2023 – FAQ’s
1. ITBP Head Constable Bharti 2023 ke tahat kul kitne pado ki bharti nikali gayi hai?
Answer- ITBP Head Constable Bharti 2023 Kul 81 pado par bharti nikali gayi hai.
2. ITBP Head Constable Bharti 2023 ki Avedan prakriya kabse kab tak chalegi?
Answer- ITBP Head Constable Bharti 2023 ki Avedan prakriya 9th june 2023 se shuru kiya jayega aur jisme aap sabhi avedak 8th july 2023 tak Avedan kar payenge.
3. Kya ITBP Head Constable Bharti 2023 ko Purush Avedak Avedan kar sakte hain?
Answer- Nahi, Yah Kewal Mahilaon ki bharti hai.