Post Office Online Complaint:-Doston, kya aapne pichle kuch samay mein India Post ki sahaayata se kisi bhi prakaar ke daak ya fir post ko bheja hai ya fir kisi anya vyakti ne aapko kisi bhi prakaar ka daak ya post bheja hai aur woh daak / post aap sabhi ke paas jaldi hi aane waala hai. Parantu ismein bahut saara din beet chuka hai, fir bhi aapka post abhi tak aapke paas nahin pahuncha hai ya fir abhi tak aapko iske baare mein kisi bhi prakaar ki khabar nahin di gayi hai. Aap sabhi ko aapke post ke baare mein kisi bhi prakaar ki jaankaari praapt nahin hai. Aisi sthiti mein aap sabhi Post Office Online Complaint kar sakte hain. Jiski poori humne neeche poori vistaar se bataya hai.
Aaj ke is post mein hum aap sabhi ko vistaarpurvak bataayenge, ki aap sabhi kaise Post Office Online Complaint kar sakenge. Jisse ki aap sabhi bina kisi pareshaani ke apne-apne post office se aane waale kisi bhi prakaar ke post ya daak ke baare mein poori jaankaari praapt kar sakenge aur aapka post jaldi se jaldi mangwa sakenge.
Post Office Online Complaint : Brief Discription
Article Name | Post Office Online Complaint |
---|---|
Article Type | Cyber Cafe |
Complaint Medium | Online |
Department Name | India Post |
Customer Care Number | 18002666868 |
Who Can Lodge a Complaint | All Indian citizens |
Official Website | Click Here |
Post Office Online Complaint: Aise karna hoga complaint, daakiya turant laayega aapka post, jaaniye kya hai complaint ki poori prakriya
Namaskar doston, humare aaj ke is article mein aap sabhi padhakon ka tahe dil se swagat hai. Aaj ke is article ke madhyam se hum aap sabhi ko Post Office Online Complaint Kaise karen ke baare mein vistaarpurvak bataayenge. Jisme, hum aap sabhi ko post office mein online complaint kaise karte hain, iski kya prakriya hai, kin cheezon ki zaroorat hogi, ityaadi ke baare mein bataayenge. In sabhi jaankaariyon ke baare mein jaanne ke liye, aapko is article ko ant tak padhna hoga.
Hum sabhi ne apni dainik jeevan mein kai prakaar ki aisi samasyaayein bhi dekhi hai. Jismein ki humaara kisi bhi prakaar ka post ya fir daak aane waala hota hai aur aap sabhi ek gaon mein rehte hain, to aisi sthiti mein aap sabhi ka post aap sabhi ke paas samay se nahin pahunch paata hai. Parantu, hum aap sabhi ko bata de ki aap sabhi agar online maadhyam se Post Office Online Complaint karte hain, to aap sabhi ka daak bahut hi jaldi aap sabhi ke paas pahuncha diya jaayega. Jiske baare mein poori jaankaari neeche pradaan ki gayi hai.
Post Office Online Complaint Simple Step by Step Process for Post Office Online Complaint
Agar aap sabhi online maadhyam se post office complaint karna chahte hain, to aap sabhi ko neeche bataaye gaye sabhi steps ko follow karna hoga. Jisse ki aap sabhi bina kisi pareshaani ke apne-apne samasya ko darj karwa sakenge. Jiski poori prakriya nimn prakaar se hai-
- Post Office Online Complaint karne ke liye aap sabhi ko sabse pehle Bhaartiya Daak Seva ki official website par chale aana hai. Jo ki kuch is prakaar ka dikhaai dega-
- Yahaan par aane ke baad aap sabhi ko Tools & Help ke vikalp par click karna hoga. Jiske baad aap sabhi ko Help & Support ke vikalp par click kar dena hai.
- Iske baad aap sabhi ke saamne Customer Complaint ka vikalp khulkar aa jaayega.
- Jis par aap sabhi ko click kar dena hai. Iske baad aap sabhi ko Registered Complaint ke vikalp par click kar dena hai.
- Ab aap sabhi ke saamne online complaint karne ke liye ek aavedan patra khul kar aa jaayega.
- Jo ki kuch is prakaar ka dekhne ko mil jaayega- Post Office Online Complaint
Iske baad aap sabhi ko yahaan par maangi jaane waali sabhi jaankaariyon ko sahi-sahi darj kar dena hai. In sabhi jaankaariyon ko darj karne ke baad aap sabhi ko submit ke vikalp par click kar dena hai. Is prakaar se aap upar bataaye gaye sabhi prakriyaon ko poori tarah se follow karke Post Office Online Complaint ki prakriya ko poori kar sakenge.
Post Office Online Complaint:- Quick Link
Direct Online Complaint | Click Here |
Complaint Status | Click Here |
Official Website | Click Here |
WhatsApp Group | Click Here |
Home Page | Click Here |
Telegram Group | Click Here |