Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024:-Kya aap bhi Jharkhand rajya ki rehne wali kishori ya chhatra hain aur apni gunvattapurn padhai ke liye ₹2,500 se lekar ₹20,000 ki aarthik sahayata prapt karna chahti hain? Toh yeh article sirf aapke liye hai jismein hum aapko Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024 ke bare mein vistaar se batayenge. Puri jankari prapt karne ke liye humein sath banay rahiye.
Is yojana ke tahat hum aapko batana chahte hain ki Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024 ke tahat avedak mahilayein aur matayein aasanise is yojana mein apply kar sakti hain aur ₹2,500 se lekar ₹20,000 ki aarthik sahayata rashi ka labh utha sakti hain. Iske liye hum aapko yojana mein apply karne ke liye zaruri documents aur yogytayon ke bare mein batayenge.
Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024 Overview
- Name of the Article: Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024
- Type of Article: Sarkari Yojana
- Article Useful For: All of Us
- Mode of Application: Offline
- Beneficiary Amount: ₹2,500 To ₹20,000
- Detailed Information: Please Read The Article Completely
Ye sarkar kishoriyon ko de rahi hai ₹2,500 se lekar ₹20,000 ki aarthik sahayata. Janiye kya hai yojana aur aavedan prakriya.
Kis Kaksha Mein Kitne Rupayo Ki Aarthik Sahayata?
- Pehli Kist: 8th kaksha mein – ₹2,500
- Dusri Kist: 9th kaksha mein – ₹2,500
- Tisri Kist: 10th kaksha mein – ₹5,000
- Chauthi Kist: 11th kaksha mein – ₹5,000
- Panchvi Kist: 12th kaksha mein – ₹5,000
- Chhathi Kist: 18 saal ki ayu poori hone ke baad – ₹20,000
Yogyata
- Avvedak kishori honi chahiye.
- Jharkhand rajya ki mool nivasi honi chahiye.
- Kishori ki ayu kam se kam 18 saal honi chahiye.
- Parivar ka koi bhi sadasya sarkari naukri mein na ho.
- Parivar ka koi bhi sadasya aaykar data na ho.
- Parivar ki salana aay ₹2 lakh se adhik na ho.
Zaroori Documents
- Application Form
- Aadhar Card
- Bank Account Passbook
- Aay Praman Patra
- Jati Praman Patra
- Nivas Praman Patra
- Chalu Mobile Number
- Passport Size Photograph
Offline Apply Karne Ki Prakriya
- Sabse pehle aapko najdeeki samajik kalyan vibhag ke office mein jana hoga.
- Yahan se aapko “Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024” lena hoga.
- Dhyanpurvak form ko bharna hoga.
- Maange gaye sabhi documents ko sw-satyapit karke attach karna hoga.
- Sabhi dastavejo sahit form ko submit karke raseed prapt karni hogi.
Summary
Is article mein humne aapko Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024 ke bare mein detail mein bataya. Hum asha karte hain ki yeh article aapko pasand aaya hoga. Article ko like, share, aur comment zarur karein.
Quick Links
- Join Our Telegram Group: Click Here
FAQ’s – Savitribai Phule Kishori Samridhi Yojana Form 2024
1. Savitribai Phule Yojana ke liye aavedan kaise karein?
- Online aavedan bharte samay nirdharit profarma ke anusaar SDM/pratham shreni magistrate/tehsildar dwara satyapit mata-pita se 100 rupaye ke stamp paper par ekal balika hone ka praman prastut karna hoga.
2. Kishori Samridhi Yojana kya hai?
- 18 varsh ki ayu poori karne ke baad labharthi ladkiyon ko ₹20,000 ka ekmusht anudan diya jayega. Yeh rashi ladkiyon ki uchch shiksha ya vivah mein istemal ki ja sakti hai.