Navodaya Waiting List 2023 Class 6: इस लिस्ट में होगा चयन, देखें अपना नाम @navodaya.gov.in

-Jaisa ki aap sab jaante hain, Navodaya Class 6 ka result 21 June ko aaya tha. Bahut saare bachche ek ya do marks se fail ho gaye. Agar aapka bachcha bhi Navodaya exam diya tha 

Navodaya Waiting List 2023 Class 6 ke baare mein jaanna bahut important hai aapke liye, shayad aapke bachche ka naam is list mein ho 

Jawahar Navodaya Vidyalaya Samiti bahut saari waiting lists release karti hai. Pehli list mein sirf kuch log select hote hain. 

Lekin Navodaya Class 6 admission ki second aur third waiting list mein, aksar bachche select ho jaate hain.  

Lekin kuch parents aise hote hain jo adhoori aur incomplete information rakhte hain. Agar bachche ka naam pehli list mein nahi aata, toh woh result check karna band kar dete hain. 

gar aapka bachcha iss baar Navodaya Class 6 ke exam mein appear hua hai aur aapko waiting list ke baare mein information chahiye, 

toh aapko zaroor pata hona chahiye ki Navodaya Vidyalaya Samiti kayi waiting lists jaari karti hai, jo pure state se aane waale candidates ki sankhya aur reservation quota ko consider karti hai. 

Navodaya Class 6 waiting list check karne ke liye, yeh steps follow karein:

JNVST Selection List 2023: इन बच्चों का हो गया सिलेक्शन, यहाँ से नई लिस्ट में नाम देखें