Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023 :आयुष्मान कार्ड में अपना नाम कैसे जोड़े देखे यहां से

Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023 : Indian Goverments Duara Desh ke Logo ko 5,00,000 tak ki Free ilaaj karvane ki suvidha pradan karne ke ke liye aayushman Bharat Yojana ki shuruaat ki gai hai jismein desh ki nagrik ko Yojana ki adhikarik website per jakar ke aayushman card generate karna padta hai jismein Parivar ke sadasyon ka naam juda hua hota hai agar aapke Parivar ke kisi sadasya ka naam aayushman card mein juda hua nahin hai to aap aayushman card mein online Naam judva sakte hain aapko isliye main online aayushman card mein Naam kaise jode 2023 se Judi jankari Ko Diya gaya hai

 Ayushman card mein Apna Naam Kaise jode 2023: 

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 Bharat sarkar dwara Desh Ke nagrikon ke swasthya ko Dhyan mein rakhte hue Sarkar dwara ilaaj aur jaanch se sambandhit anek Parivar prakar ki yojanaen shuru ki ja rahi hai jismein Kendra Sarkar dwara shuru ki aayushman Bharat Yojana ek mukhya Yojana hai is Yojana ke antargat rajya ke arthik aur Garib Parivar ke nagrik aavedan karke aayushman card online banva sakte hain.

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 is card dwara nagrik Yojana mein Shamil kiye Gaye hospital se har sal 5 lakh rupaye Tak ka free ilaaj karva sakte hain aayushman card mein Parivar ke sabhi sadasyon ka naam juda hua rahata hai Lekin agar aapke aayushman card mein kisi sadasya ya bacche ka naam nahin juda hai to aise mein aap niche diye Gaye process ko follow karke aayushman card mein online apna Naam judva sakte hain.

हमारे WhatsApp Group मे जुड़े👉 Join Now

हमारे Telegram Group मे जुड़े👉 Join Now

Ayushman card mein Naam judvane ke liye avashyak document Kya Kya lagenge?

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 Agar aap apni aayushman card mein Apne bacche ya patni ka naam judvana chahte Hain to aapke pass mein avashyak document ka hona behad avashyak hai aapko aayushman card mein Naam judvane ke liye sabhi avashyak document ki list ko niche Diya Gaya hai jise Dhyan purvak padhen.

  • Iska certificate
  • Janm praman Patra
  • Sim card
  • God lene ka praman Patra
  • Aadhar card
  • Number
  • Passport size photo
  • Aan Patra voter ID card

Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023 Steps By Step Process: 

Aapko Ayushman card mein online Naam jode 2023 ke liye niche aasan se steps mein jankari Ko Diya gaya hai jisse aap aasani se aayushman card mein Naam online jod sakte hain Jo is prakar se Hain:-

1 sabse pahle aapko Yojana ki official website pmjay.gov.in per Jana hoga.
2 Yahan per naye sadasya ka naam jodne ke liye apne mobile number se sign ine karna hoga.
3. Jaise hi nagrik apne mobile number se login karenge vaise hi ek Naya page khulkar a jaega.


4. Is page per nagrik ko integrated integrated state scheme ke vikalp mein jakar add member ke option ko select karna hoga.
5. Naye sadasya ka naam aayushman card mein jodne ke liye nagrikon ko ek page per rural ya urban vikalp ko select karna hoga.
6. Vikalp ko chunne ke bad rajya Aadhar Card pm j a y ID card detail bharkar authentication vikalp ko select karna hoga.
Authentication ke liye nimnalikhit vikalp hongeOTP finger iris face

7. Authentication vikalp ko chun lene ke bad gate OTP per click karke mobile number per prapt OTP ko verify karna hoga.
8. Ab aapke samne aayushman card mein Naya naam jodne ka aavedan form khulkar a jaega.
9. Isase nagrik ka pahchan Patra janm tithi ling Naam pata aadi Ko bharna hoga iske bad next karke apna Aadhar Card bharkar Pune e KYC vikalpon select karna kar next per click karna hoga.
10. Ab gate OTP option per click karke mobile number per iotp ko verify karna hoga is prakar se aap aayushman card mein online kisi bhi sadasya ka naam jod sakte hain.

Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023
Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023

हमारे WhatsApp Group मे जुड़े👉 Join Now

हमारे Telegram Group मे जुड़े👉 Join Now

 

Ayushman card mobile se kaise banaye:

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023: Aapko online Ghar baithe mobile phone se ayushman card kaise banaen ke liye niche aasan se steps diye gaye hain jise aap aasani se apna naya Ayushman card online mobile se banaa sakte hain.

  1. Sabse pahle Yojana ke official website pmjy.gov.in per jaen
  2. Website ke home page per left side mein menu per click kare.
  3. Uske bad portal mein jakar ayushman Mitra option per click Karen.
  4. Uski man portal mein jakar aayushman Mitra option per click Karen.

 

  1. Uske bad click here to register per click Karen.
  2. Agar aap pahle register hai to login karke agar new bilkul naya member hai to self register per click Karen.
  3. Iske bad ek Naya page khulega jisme aapko Aadhar mobile Number  dalker submit par click karna hoga.
  4. Ab apko I agree par tick kare OTP dalkar enter kare ab aapki personal info dikhegi.
  5. Isko sahi se confirm karke Create par click karenge to Ayushman card ka request ho jayega.
  6. aapko registred no. par approval ID SMS ke madhyam se bhej diya jayega.
  7. 10-15 dino ke bad aapka Ayushman card ban jayega iske bad ise track ya download kar payenge.

Aayushman card mein Naam kaise jode online:

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 Aayushman card mein Naam kaise jode 2023 online: Bharat Sarkar dwara Desh ke nagrikon ko 500000 tak ki muft ilaaj karvane ki suvidha pradan karne ke ke liye aayushman Bharat Yojana ki shuruaat ki gai hai jismein nagrik ko Yojana ki adhikarik website per jakar ke aayushman card generate karna padta hai jismein Parivar ke sadasyon ka naam juda hua hota hai agar aapke Parivar ke kisi sadasya ka naam aayushman card mein juda hua nahin hai to aap aayushman card mein online Naam judva sakte hain aapko isliye main online aayushman card mein Naam kaise jode 2023 se Judi jankari Ko Diya gaya hai.

CSC center se Ayushman card mein Naam kaise judwaye:

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 Aayushman card mein Naam offline madhyam dwara bhi Joda ja sakta hai offline aayushman card mein naam ko add karne ke liye apni avashyak dastavejon ko nazdiki CSC center mein Jana hoga.


CSC center ke karmchari dwara poochhi gai jankariyon ko sajha karke aayushman card list mein Naam judva sakte hain is offline prakriya mein apna Naam aayushman card mein judvane ke liye kuchh paison ki bhugtan bhi karna hoga
Aayushman card ban jaane ke bad nagrik ko check karna hoga ki aayushman card mein कौन-कौन si bimari aati hai iske bad aayushman Yojana ke antargat register private ya sarkari hospital mein apna ilva ilaaj karva sakte hain

Ayushman card mein pata Karen apna naam hai ya nahi :
Aayushman card mein Naam jode 2023 Ayushman card mein Naam juda hai ya nahin iski  jankari pata karne ke liye aapko

  1. sabse pahle pradhanmantri Jan aarogya Yojana ki adhikarik website per Jana hoga.
  2. Vahan per aapko am I eligible vikalp dikhai dega use per aapko click kar dena hai.
  3. Iske bad aapko apna user id aur password dalkar log ine ho jana hai.
  4. Jiske bad aap Ayushman card mein apna Naam check kar sakte hain.
    Aapka naam Ayushman card list mein dikhai deta hai to aap aayushman card Yojana ka Labh utha sakte hain

Ayushman card mein kon kon si bimariyon ko Shamil Kiya gaya hai:

  • Bujurg ke liye aapatkalin chikitsa
  • Garbhavastha dekhbhal
  • Danto ki
  • Navjaat aur Shishu swasthya
  • Mansik bimari ka prabandhan
  • Bal swasthya
  • Gair sankramak Rog
  • Jeen sankramak Rog

Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 FAQ’s

1.Ayushman card mein apna naam kaise jode ? 
Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 : Ayushman card list mein apna Naam jodne ke liye sabse pahle Yojana ki adhikarik website pmjay.gov.in per jaen iske bad menu mein se ayushman Mitra ke vikalp per click kar registration par click Karen iske bad Aadhar se link mobile number aur Aadhar Card darj kar OTP verify Karen iske bad profile mein jaen aur apne naam ko joden aur sev kar de is prakar se aap aayushman card list mein apna Naam online mobile phone se juda sakte hain

2 Ayushman card mein Naam juda hai ya nahin kaise check Karen ?
Ayushman card mein Apna Naam jode 2023 Sabse pahle pradhanmantri Jan aarogya Yojana ke adhikarik website per Jana hoga home page mein aapko I am eligible vikalp dikhai dega us per aapko click kar dena hai iske bad aapko apna user id aur password dalkar login ho jana hai iske bad aap aayushman card mein apna Naam check kar sakte hain agar aapka naam aayushman card list mein dikhai deta hai to aap aayushman card Yojana ka Labh utha sakte hain.

Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023:-   Important links

Apply Direct LinkClick Here
Check Now
Click Here
Official WebsiteClick Here
WhatsApp Group
Click Here
Home PageClick Here
Telegram GroupClick Here

I am a software developer with a vast portfolio of websites and web/mobile applications. In addition to my development work, I have ventured into the world of blogging and digital content creation. I bring a fresh perspective and creativity to my blogging endeavors, always striving for innovative ideas. My content is characterized by thorough research and a commitment to making complex topics easy to understand.

Sharing Is Caring:

Leave a Comment