Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare: सरकार दे रही है श्रमिको को पूरे ₹15,000 रुपयो की आर्थिक सहायका, लाभ पाने के लिए ऐसे करे अप्लाई?

By Tausif Khan

Published On:

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare:- Kya aap bhi Bihar ke rehne wale ek labor card dharak shramik hai jo ki, apne auzaar aadi khareedne ke liye poore ₹ 15,000 rupayo ki aarthik sahayata prapt karna chahte hai to humara yeh article keval aapke liye hai jismein hum, aapko vistaar se batayenge ki, Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare

Yahaan par hum, aapko bata dein ki, Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare ke tahat auzaar kray yojana mein apply karne ke liye aapko apne saath apna labor card number ko rakhna hoga taaki aap aasani se online apply kar sake aur iska laabh prapt kar sake. Article ke ant mein hum, aapko quick links pradaan karenge taaki aap aasani se isi prakaar ke articles ko prapt karke inka laabh prapt kar sake.

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare – Short Details

Name and Subject of ArticleBihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?
Name of the SchemeBihar Labour Card Aauzar Kray Scheme 2023
Type of ArticleSarkari Yojana
Who Can Apply?Only Labour Card Holders Bihar ka Apply Karenge
Amount of Financial Assistance?₹ 15,000 Rs
Mode of ApplicationOnline
Official WebsiteClick Here

Bihar sarkar de rahi hai shramiko ko auzaar khareedne ke liye poore ₹ 15,000 rupayo ki aarthik sahayaka, laabh paane ke liye fatafat aise kare apply – Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Is lekh mein, hum aap sabhi Bihar rajya ke labor card dharako ka hardik swagat karna chahte hai aur aapko batana chahte hai ki, auzaar kray yojana ke antargat aavedan prakriya ko shuru kar diya gaya hai aur isiliye hum, aapko is article mein vistaar se batayenge ki, Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Read Also :-  Gramin Sauchalay Online from 2023: घरेलू शौचालय उपलब्ध कराने के लिए आवेदन शुरू मिलेगा 12 हजार

Is lekh mein, hum, aapko na keval yeh batayenge ki, Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare balki hum, aapko auzaar khareedne hetu poore ₹ 15,000 rupayo ki aarthik sahayata paane ke liye poori aavedan prakriya ke baare mein batayenge taaki aap aasani se is yojana ke tahat apply kar sake aur is yojana ka laabh prapt kar sake.

Article ke ant mein hum, aapko quick links pradaan karenge taaki aap aasani se isi prakaar ke articles ko prapt karke inka laabh prapt kar sake.

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare
Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare

Documents Required  For Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Auzaar kray yojana ke tahat auzaar khareedne aarthik sahayata ka laabh paane ke liye aapko kuchh dastaavezo ki poori karni hogi jo ki, is prakaar se hain –

  • Aapka labor card
  •  Aadhaar card
  • PAN card
  • Bank khata passbook
  • Chalu mobile number
  • Passport size photograph aadi.

Uprokt sabhi dastaavezo ki poori karke aap aasani se auzaar kray yojana ke antargat aavedan kar sakte hai aur iska laabh prapt kar sakte hai.

What is the eligibility criteria for Bihar Shramik scheme?

Bihar Shramik yojana ke liye yogyata mukhya roop se aap apply karne wale specific yojana par nirbhar karti hai. Halaanki, kuch samanya kriteriya hain:

  • Aapko Bihar ke nivaasi hona chahiye aur aniyamit sector mein kaam karna chahiye.
  • Aapke paas Bihar sarkar dvara jaari kiya gaya ek sahi shramik card hona chahiye.
  • Aapke paas Aadhaar card, PAN card, bank account passbook, mobile number aur passport size ki tasveer honi chahiye.
  •  Aapko income tax bhugtaan karne wale ya EPFO, ESIC ya NPS (Sarkari kendra dvara anusandhit) ke sadasya nahi hona chahiye.
  • Aapki umar 16 se 59 varsh ke beech honi chahiye.

 

Benefits  For Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Bihar Shramik yojana ke labh aapki yogyata par nirbhar karte hain. Bihar sarkar dwara aniyamit kshetra ke shramikon ke kalyan ke liye chalayi jaane wali 19 alag-alag yojana hain. Kuch labh is prakar hain:

  • Shiksha, shaadi, garbhavastha, medical upachar, aadi ke liye arthik sahayata.
  • Budhapa, apratishthata aur vidhwa ho jane par pension.
  •  Durghatna se hone wale mrityu aur apratishthata ke liye bima cover.
  •  Kushalata vikas aur prashikshan karyakram.
  • Awaas aur swachhta suvidhayein. Astra kharid ki sahayata.
Read Also :-  Sahara Refund Deficiency Communicated Status: सहारा रिफंड पोर्टल पर दिखा रहा है Deficiency Communicated Status, जाने क्या है ये स्टेट्स और क्या है इसका अर्थ?

Simple And Easy Step By Step Online Process of Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Step By Step Online Process of Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare? Aap sabhi Bihar rajya ke labor card dharak jo ki, auzaar kray yojana ke tahat auzaar khareedne hetu online aavedan karna chahte hai unhe in steps ko follow karna hoga jo ki, is prakaar se hain –

Step 1 – Yadi registration number nahi pata hai to aise pata rakhe Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare

Bharne se pehle yadi aapko aapka labor card number ya registration number nahi pata hai to aap aise apna labor card number ya registration number prapt kar sakte hai jiske liye sabse pehle aapko iski adhikaarik website ke home – page par aana hoga jo ki, is prakaar ka hoga.

Home – page par aane ke baad aapko Register Labour ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga, Click karne ke baad aapke saamne iska ek naya page khulega jo ki, is prakaar ka hoga .

Ab is page par aapko maangi jaane waali sabhi jaankaariyo ko darj karna hoga aur submit ke option par click karna hoga,

Click karne ke baad aapko aapke panchayat mein sabhi labor card dharako ki jaamankari prapt kar sakte hai aur Ant mein, yahaan se aap aasani se apne labor card ki poori vistrit jaankaari prapt kar sakte hai.

Step 2 – Portal mein login karein aur Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Bhare

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare ke tahat “Auzaar Kray Yojana” mein online apply karne ke liye sabse pehle aapko iski adhikaarik website ke home – page par aana hoga jo ki, is prakaar ka hoga.

Home – page par aane ke baad aapko Scheme Application ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga, Click karne ke baad aapke saamne iska ek naya page khulega jo ki, is prakaar ka hoga.

Ab yahaan par aapko Apply For Scheme ka option milega jis par aapko click karna hoga, Click karne ke baad aapke saamne iska ek naya page khulega jo ki, is prakaar ka hoga.

Ab yahaan par aapko apne labor card ka Registration No./Panjikaran Sankhya darj karna hoga aur submit ke option par click karna hoga, Click karne ke baad aapke saamne iska aapki poori jaankaari khulkar aa jaayegi jo ki, is prakaar ki hogi.

Read Also :-  Ayushman card mein Apna Naam kaise jode 2023 :आयुष्मान कार्ड में अपना नाम कैसे जोड़े देखे यहां से

Ab yahaan par aapko yojana ka chayan karein waale section mein aapko “Auzaar Kray Yojana” ka chayan karna hoga, Iske baad aapke saamne iska application form khulkar aa jaayega

jise aapko dhyaanpoorvak bharna hoga, Maange jaane waale sabhi dastaavezo ko scan karke upload karna hoga aur Ant mein, aapko submit ke option par click karna hoga

jiske baad aapko aapke aavedan ki raseed mil jaayegi jise aapko print karke surakshit rakhna hoga.

Uprokt sabhi steps ko follow karke aap aasani se is bharti mein aavedan kar sakte hai aur is yojana ka laabh prapt kar sakte hai.

Nishkarsh

Aap sabhi Bihar rajya ke labor card dharako ko samarpit is article mein humne aapko vistaar se na keval Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare ke baare mein bataya balki humne aapko vistaar se Bihar labor card auzaar kray yojana ke tahat auzaar khareedne hetu ₹ 15000 rupay ki aarthik sahayata ke liye poori aavedan prakriya ke baare mein bataya taaki aap aasani se aavedan karke is yojana ka laabh prapt kar sake aur apna satat vikaas sunishchit kar sake. Ant, article ke ant mein hum, aapse ummeed evam aasha hai ki, aapko humara yeh article behad pasand aaya hoga jiske liye aap humare is article ko like, share aur comment karenge.

Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare :- Quick  Link

Direct Link To Apply
Click Here
Direct LInk To Check Application StatusClick Here
Official WebsitenewClick Here
WhatsApp Groupnew
Click Here
Home PagenewClick Here
Telegram GroupnewClick Here

FAQ’s – Bihar Shramik ₹ 15000 Online Form Kaise Bhare?

Bihar mein shramik card kaise apply karein?

Yeh card banwane ke liye aapko Bihar sarkar ki shram sansadhan vibhag ki adhikaarik website par aavedan karna hoga. Yeh aavedan aap offline apne jile ke shram sansadhan vibhag jaakar bhi kar sakte hai. Aavedan karne ke 7 din ke bheetar aavedak ke registered mobile number par labor registration number ya fir labor card number aa jaayega.

Bihar ke labor card mein list mein apna naam kaise check kiya jaayega?

Aapko Bihar e shramik card list 2023 mein apna naam check karne ke liye sabse pehle e shram portal ki adhikaarik website (https://eshram.gov.in/) par jaana hai. Iske baad aapke saamne website ka home page open ho jaayega. Ab website ke home page mein “Dashboard” ka link dikhaai dega.

Tausif Khan

I am a software developer with a vast portfolio of websites and web/mobile applications. In addition to my development work, I have ventured into the world of blogging and digital content creation. I bring a fresh perspective and creativity to my blogging endeavors, always striving for innovative ideas. My content is characterized by thorough research and a commitment to making complex topics easy to understand.

Leave a Comment