How to Check Pan Card Active or Inactive 2023: 30 जून के बाद आपका पैन कार्ड रद्द हुआ या नही कैसे चेक करें, अपने पैन कार्ड के Active Or Inactive होने का स्टेट्स?

By Tausif Khan

Published On:

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023:- Kya aapne bhi 30 June, 2023 ki raat 12 baje tak apna PAN card Aadhaar card se link nahi kiya hai aur aapko pata karna hai ki aapka PAN card inactive to nahi ho gaya hai? Toh yeh article sirf aapke liye hai, jismein hum aapko detail mein batayenge ki How to Check Pan Card Active or Inactive 2023?

Hum aapko batayenge ki How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 ke liye, aapko apne PAN card ka number apne paas rakhna hoga, taaki aap apne PAN card ke status ko active ya inactive hone ka pata kar sake, yani ki aapka PAN card cancel hua hai ya nahi.

Aur article ke ant mein, hum aapko quick links provide karenge, taaki aap aise articles ko aasani se prapt kar sake aur unka fayda utha sake.

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 – Highlights

Name of the ArticleHow to Check Pan Card Active or Inactive 2023
Type of ArticleLatest Update
Subject of ArticleHow to check PAN Card Validity Status online?
ModeOnline
Requirements?Pan Card Me  Linked Mobile Number Chahiye OTP Verification
Official WebsiteClick Here
Read Also :-  Driving Licence Online Kaise Banaye 2023 : घर बैठे ऑनलाइन आवेदन कर के ड्राइविंग लाइसेंस ऐसे बनवाए, जाने पूरी प्रक्रिया?

30 Jun Ke Baad Aapka Pan Card Cancel Hua Ya Nahi Kaise Check Kare,Aise Kare Check Apne Pan Card Ke 30 Active Or Inactive  Hone Ka Status – How to Check Pan Card Active or Inactive 2023?

Hum, is lekh mein, aap sabhi padhako aur PAN card dharako ka hardik swagat karna chahte hai jinhone 30 June, 2023 tak apna PAN card ko Aadhaar card se link nahi kiya tha aur jo yeh janna chahte hai ki, 30 June ke baad aapka PAN card radd hua hai ya nahi unhe hum, kuchh binduo ki madad se vistaar se How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 ke baare mein batana chahte hai jiske liye aapko dhyanpurvak is article ko padhna hoga.

Aapko bata dein ki, aapka PAN card, Active hai ya Inactive isse check karne ke liye aapko online prakriya ko apnana hoga jisme aapko koi samasya na hoe iske liye hum, aapko How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 karne ki poori online prakriya ke baare mein batayenge taaki aap aasani se apne PAN card ke active aur deactive hone ka status check kar sake.

Ant, article ke ant mein hum, aapko quick links pradaan karenge taaki aap aasani se isi prakaar ke articles ko prapt karke inka laabh prapt kar sake.

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023
How to Check Pan Card Active or Inactive 2023

SimpleStep By Step Online Process of How to Check Pan Card Active or Inactive 2023?

Aapka PAN card radd hua ya nahi arthaat aapka PAN card active hai ya nahi iska status check karne ke liye aapko in steps ko follow karna hoga jo ki, is prakaar se hain –

Read Also :-  Aadhaar Pan Link Update 2023: बहुत कम समय हैं, जल्द करा लें पैन कार्ड को आधार कार्ड से लिंक, वरना देना होगा भारी जुर्माना

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 ke tahat apne PAN card ke Active Or Inactive ka status check karne ke liye sabse pehle aap sabhi PAN card dharako ko iski adhikaarik website ke home – page par aana hoga jo ki, is prakaar ka hoga –

Home – page par aane ke baad aapko Quick Links ke section mein hi Verify Your PAN ka vikalp milega jis par aapko click karna hoga,

Click karne ke baad aapke saamne ek naya page khulega jo ki, is prakaar ka hoga.

Yahaan par aapko apne PAN card ki sabhi jaankaariyo ko darj karna hoga, Sabhi jaankaariyo ko darj karne ke baad aapko OTP satyaapan karna hoga aur submit ke vikalp par click karna hoga jiske baad aapke PAN card verify ka status dikha diya jaayega jo ki, is prakaar se hain – How to Check Pan Card Active or Inactive 2023

Ant, is prakaar aap sabhi apne – apne PAN card ke verify hone ka status check kar sakte hai aur iska laabh prapt kar sakte hai aadi. Ant, is prakaar kuchh steps ko follow karke aap check kar sakte hai ki, aapka PAN card verify hai ya nahi.

Final Words 30 June, 2023 ke baad jinhone apne – apne PAN card ko Aadhaar card se link nahi karvaya hai unhe humne is article mein vistaar se na keval How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 ke baare mein bataya balki humne aapko poori online prakriya ke baare mein bataya taaki aap aasani se yeh jaan sake ki, aapka PAN card radd hua ya nahi.

Read Also :-  Sahara India Refund : बड़ी खबर, निवेशकों का पैसा ब्याज सहित मिलना शुरू, जल्दी करें आवेदन

Ant, article pasand aane par isse like, share aur comment karein taaki hum isi prakaar ke article aapke liye laate rahe.

How to Check Pan Card Active or Inactive 2023 :- Quick  Link

Direct Link To Check
Click Here
Adhar Pan Link StatusClick Here
Official WebsitenewClick Here
WhatsApp Groupnew
Click Here
Home PagenewClick Here
Telegram GroupnewClick Here

FAQs – How to Check Pan Card Active or Inactive 2023?

How do I know if my PAN is active or inactive?

Online PAN Verification Step-1. ‘e-Filing’ Portal https://www.incometax.gov.in/iec/foportal/ par logon karein. Step-2. ‘Quick Links’ Section se ‘Verify Your PAN details’ hyperlink par click karein. Step-3. Apna PAN, Full Name (Jaisa ki PAN par hai), Date of Birth aur ‘Status’ chune jo applicable ho. Step-4.

Will PAN card become inactive?

If you don’t link your Aadhaar with PAN by June 30, 2023, your PAN will become inactive.

 

Tausif Khan

I am a software developer with a vast portfolio of websites and web/mobile applications. In addition to my development work, I have ventured into the world of blogging and digital content creation. I bring a fresh perspective and creativity to my blogging endeavors, always striving for innovative ideas. My content is characterized by thorough research and a commitment to making complex topics easy to understand.

Leave a Comment