OMG! मोबाइल से निकल हवा में उड़ेगी, 200MP सुपर DSLR ड्रोन कैमरा, मिलेंगे 12GB रैम और 512GB स्टोरेज

By Tausif Khan

Published On:

Vivo Flying Camera Phone

Vivo Flying Camera Phone:-Dear friends, is article mein hum aapko Vivo ke dwara launch kiye gaye flying camera wale phone ke baare mein jaankari denge, jismein company ne drone camera diya hua hai.

Saath hi, company ne apne is phone mein latest technology ka upayog karke behtareen camera quality provide ki hai. Drone camera ke kaaran ye phone logon ko aur bhi akarshak kar raha hai.

Vivo Flying Camera launch hote hi market mein tahalka machayega. Jaankari ke liye aapko bata dein ki abhi tak ye phone Bharatiya mobile bazaar mein uplabdh nahi hua hai. Chaliye, iske specifications ko jaante hain.

Vivo Flying Camera Phone Ki Features

Dosto, is phone mein aapko ek superb AMOLED display milega, jiska screen size 7.5 inches hai aur display ka resolution 1440 × 3100 pixels ka hai.

Company ne is phone ko zyada battery backup dene ke liye 6900 mAh ki battery di hai. Saath hi, isme fast charging ke liye 65 watt ka super fast charger support bhi milta hai.

Jaankari ke liye batana important hai ki Vivo Flying Camera smartphone Android 12 OS par based hai aur isme Qualcomm Snapdragon 888 processor hai.

Vivo Flying Camera Phone Camera & Storage

is Vivo Flying Camera phone mein 5G connectivity ke saath mein ek drone camera diya gaya hai. Drone camera ka quality 200+32+16 megapixels ka hai, jo DSLR se bhi takkar ka photos click karta hai, aur iske saath hi 64 megapixels ka front camera bhi hai.

Read Also :-  Redmi 13C 5G Launch Date in India, रेडमी का इतना सस्ता स्मार्टफोन फीचर्स देखकर हो जाएंगे हैरान

Vivo Flying Camera phone mein company ne 8GB aur 12GB ke do RAM variants aur 128GB aur 256GB ke do ROM variants diye hain.

Vivo Flying Camera Phone Price

is hawa mein nikal kar photo lene wale phone ka kimat lagbhag Bharatiya bazaar mein 88,350 rupaye hogi. Company ne is phone mein drone camera ke saath-saath kai saare premium features diye hain, jiski wajah se iska kimat itna zyada hai.

Read More:-

 

Tausif Khan

I am a software developer with a vast portfolio of websites and web/mobile applications. In addition to my development work, I have ventured into the world of blogging and digital content creation. I bring a fresh perspective and creativity to my blogging endeavors, always striving for innovative ideas. My content is characterized by thorough research and a commitment to making complex topics easy to understand.

Leave a Comment